Voter Registration Process ( Enumeration Form )

Published on
Embed video
Share video
Ask about this video

Scene 1 (0s)

1 Voter Registration Muhim Information Session.

Scene 2 (6s)

Google pe ‘voter service’ search karen https://voters.eci.gov.in/ per click karen Is tasweer ko cut karen Laal rang me text par click karen.

Scene 3 (17s)

‘Sign Up’ par click karen Mobile aur captcha fill karen phir continue par click karen First name aur last name fill karen Phir request ITP par click karen.

Scene 4 (27s)

OTP type karen Login per click karen Mobile/Epic no fill karen Captcha fill karke request OTP par click karen OTP type karen.

Scene 5 (37s)

EPIC number type karen OTP type karen Verify OTP per click karen Agar form pehle se filled hoga to red text likha ayega ‘send OTP’ par click karen ‘Choose file’ par click karen.

Scene 6 (48s)

Photo and media par click karke Apni Photo upload karen Father and mother ka naam likhie aur signature upload kijie Ab aapko ye screen dikhegi Neeche scroll karen In 6 options me se 1 par click karen.

Scene 7 (59s)

1st option pe click karte hi ye dikhega unko fill karen Document type pe click karne ke baad pointed option par click karen Is par click karen Photo & video par click karen.

Scene 8 (1m 10s)

2nd option pe click karte hi ye window nazar ayegi Select document type pe click karne par inme se kisi bhi document par click kar sakte h Jis document ko select kiya h us ko yahan click karke upload karen.

Scene 9 (1m 23s)

3rd option pe click karne ke baad ye window nazar ayegi In docs me se kisi ek par click karen aur same doc upload karen Phir father ya mother me se kisi ek ki detail upload karna h Agar unka name 2003 ki list me h to uspar click karke voter list upload karen ya phir koi aur document par click karke use upload karen.

Scene 10 (1m 41s)

4th option par click karne par ye window dikhegi Usme sab se pehle apna document upload karen Apne father and mother dono ke document upload karen.

Scene 11 (1m 51s)

Form fill karne ke baad preview par click karen Pura form check karke cut par click karen Phir submit par click karen aur is window me yes par click karen Yes par click karte hi aapke saamne Success ka message nazar ayega.

Scene 12 (2m 4s)

Jazakallahu Khaira.